AADAT – JAL - KALYUG

 

 

Na jaane kab se umeedein kuch baaki hain
Mujhe phir bhi teri yaad kyon aati hai
Na jaane kab se
Door jitna bhi tum mujhse, paas tere main
Ab to aadat si hai mujhko aise jeene mein
Zindagi se koyi shikwa hi nahi hai
Ab to zinda hoon main is neele aasmaan mein
Chaahat aisi hai yeh teri badti jaaye
Aahat aisi hai yeh teri mujhko sataaye
Yaadein gehri hain itni, dil doob jaaye
Aur aankhon mein yeh gham nam ban jaaye
Ab to aadat si hai mujhko aise jeene mein
Sabhi raatein hain, sabhi baatein hain
Bhoola do unhe, mita do unhe
Ab to aadat si hai mujhko

ALLAH KE BANDE

 

Toota Toota Ek Parinda Aise Toota
Ke Phir Jud Naa Paaya
Loota Loota Kisne Usko Aise Loota
Ke Phir Ud Naa Paaya
O O O O Toota Toota Ek Parinda Aise Toota
Ke Phir Jud Naa Paaya
Loota Loota Kisne Usko Aise Loota
Ke Phir Ud Naa Paaya
Girta Hua Woh Asma Se
Aakar Gira Zameen Par
Khwabon Mein Phir Bhi Badal Hi The
Woh Kehta Raha Magar
Ke Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Kho Ke Aapne Par Hi To Usne Tha Ud Naa Sikha
Kho Ke Aapne Par Hi To O O O
Kho Ke Aapne Par Hi To Usne Tha Ud Naa Sikha
Gham Ko Aapne Saath Mein Lele Dard Bhi Tere Kaam Aayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Aa Aa Aaa
Tukde Tukde Ho Gaya Tha Har Sapna Jab Woh Toota
Tukde Tukde Ho Gaya Tha Aa Aaa Aa
Tukde Tukde Ho Gaya Tha Har Sapna Jab Woh Toota
Bhikre Tukdon Mein Allah Ki Marzi Ka Manzar Paayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Allah Ke Bande Hasde Allah Ke Bande
Allah Ke Bande Hasde Jo Bhi Ho Kal Phir Aayega
Toota Toota Ek Parinda Aise Toota